Most inspiring story related to life

Ek din Akbar apni sena or senapati birbar ke sath sikar krne agye Jab unhone ne sikar KO dekha to talwar nikalte samay uhone ne apna angutha kat liya ...wo turant apne senapato birbal se bole birbal turant koi vedh ko bulao.

birbar mushkura ke bole jahapanh Jo hota hai ache k liye hota hai....Akbar gussa gye wo bole yaha mera angutha kat gya tum majak krre ....fir unhone apni Sena KO hukum diya sipahiyo .birbal ko lejao or kal subah fasi dedena ....ab Akbar akele hogye ..tbhi kuch adivasiyo ne unko pakad liya or unki Bali Dene jare the tbhi unka dhyan aguthe k traf pada or wo bole ki iski Bali hum nhi de skte q k yeh asudh hai ...to wo Akbar KO chodh dete hai ...

tab Akbar KO birbal k yad aayi k birbal ne bola tha Jo hota hai acche k liye hota hai ...fir wo dukhi hogye ....soche k birbal KO ab fasi hone wali hai ..jab subah wo mehal phuche waha dekha ki birbal KO bas fasi hone hi wali hoti hai ..tabhi wo birbal ke pairo pe gir jate hai or bole k birbal mai papi hu ...tum thik kehte the Jo hota hai acche k liye hota hai....

birbal bole maharaj accha hua k fasi k liye apne mujhe bhej dia ye bhi mere acche k liye hora tha ...mahara chauk gye wo bole ki ye qa boore ho birbal ....fir birbal bole ki maharaj agar apne shipaiyo KO fasi ka hukm na diya hota to wo log meri Bali chadha dete


Isse Hume yeh shikhar milti hai ki hmare sth Jo bura bhi hota hai wo bhi hmare acche ke liye hota hai :)
Share This :



sentiment_satisfied Emoticon